Sunday, 14 August 2011

Nazar....


Tu na dekh muje is nazar se e hasin....
Phir se vo fasana yaad aa jayega...
Vo chilman yaad he aaj bhi hame....
Jo kabhi tha hamari tanhai ka sahara....
Tu dikhti he hame aaj bhi is chilman se...
jb bhi ye Nazare us Chand ka deedar karti he...

No comments:

Post a Comment